Tu Jo Nahin (I) - तू जो नहीं

Movie: Woh Lamhe (2006)
Singer: Glenn John
Lyricist: Neelesh Mishra
Music: Mohit Suri

Tu jo nahi hai
Toh kuchh bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hai
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hai
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai

Mujhe fir tabah kar, mujhe fir rula ja,
Sitam karne vale, kahin se tu aaa jaa,
Mujhe fir tabah kar, mujhe fir rula ja,
Sitam karne vale, kahin se tu aaa jaa, kahin se tu aa jaa,

Ankhon mein teri hee surat basi hai,
Teri hee tarah tera gham bhi haseen hai,
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hai
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai

Jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
Tujhe dhundhati hain yeh paagal nigaahen
Jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
Tujhe dhundhati hain yeh paagal nigaahen, yeh paagal nigaahen
Main zinda hoon lekin kahaan zindagi hai
Meri zindagi tu kahaan kho gayi hai

Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hai

0 comments: