Javeda Zindagi - जावेद जिंदगी

Movie: Anwar (2006)
Singers: Kshitij, Shipla Rao
Lyricist: Sayeed Quadri, Hasan Kamal
Music: Mithoon

Tohse naina laage Tohse naina laage
Tohse naina laage piya saaware
Nahin bas me ab yeh jiya saaware
Tohse naina laage piya saaware
Nahin bas me ab yeh jiya saaware
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Tohse naina laage mili roshni
Tohse man jo laaga mili zindagi
Tohse naina laage mili roshni
Tohse man jo laaga mili zindagi
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Mohabbat ki hai daastaan zindagi
Mohabbat na ho toh kaha zindagi
Mohabbat ki hai daastaan zindagi
Mohabbat na ho toh kaha zindagi
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Tohse naina laage
Kshama ko pigalne ka armaan kyun hai?
Patange ko jalne ka armaan kyun hai?
Isi shaqt ka intehaan zindagi hai
Isi shaqt ka intehaan zindagi hai
Mohabbat jise baksh de zindagani
Nahi maut par khatm uski kahaani
Kaise jiya jaaye
Kaise jiya jaaye
Ishq bina
Kaise jiya jaaye
Kaise jiya jaaye
Ishq bina
Nahin koi insaan mohabbat se khaali
Har ek ruh pyaasi, har ek dil sawaali
Mohabbat jahaan wahaan zindagi hai...
Mohabbat na ho toh kahaan zindagi hai...
Tohse naina laage mili roshni
Tohse man jo laaga mili zindagi
Tohse naina laage mili roshni
Tohse man jo laaga mili zindagi
Mohabbat jise baksh de zindagani
Nahi maut par khatm uski kahaani

Translation of Song



Song Movie Video

0 comments: