Tu Jo Nahin (II) - तू जो नहीं

Movie: Woh Lamhe (2006)
Singer: Glenn John
Lyricist:
Music: Roop Kumar Rathod



Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hai
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hai
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Samajh mein na aaye yeh kya maajara hai
Tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hai
Samajh mein na aaye yeh kya maajara hai
Tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hai
Yeh khaalisa kya hai
Kyun har waqt dil mein koi ve kali hai
Kyun har waqt seene mein rehti kami hai
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hai haseen hai
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
Tujhe dhundhati hain yeh paagal nigaahen
Jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
Tujhe dhundhati hain yeh paagal nigaahen
Yeh paagal nigaahenmain zinda hoon lekin kahaan zindagi hai
Meri zindagi tu kahaan kho gayi hai
Tu jo nahi hai toh kuchh bhi nahi hai
Yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hai

0 comments: