Ya Ali - या अली

Movie: Gangster (2006)
Singer: Zubeen Garg
Lyricist: Sayeed Quadri, Mayur Puri, Nilesh Mishra
Music: Pritam Chakravarthy

Ya ali reham ali
Ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
Ya ali madad ali
Ya ali yeh meri jaan
Yeh meri zindagi
ishq pe ha mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe haan luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan
yeh meri zindagi
mujhe kuchh pal de purvat ke
faki hampe chahat ke
rahe bechain dil kab tak
milen kuchh pal toh raahat ke
chahat pe ishq pe haa mita
doon luta doon
main apani khudi
yaar pe ha luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan
yeh meri zindagi
bina tere na ek pal ho na bin
tere kabhi kal ho
yeh dil ban jaaye pathhar ka na
ismein koi hulchul ho
sanam pe ha ishq pe ha mita
doon luta doon main apani khudi
kasam se ha luta doon mita
doon main yeh hastii
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan
yeh meri zindagi
taaheeee de da de
taaheeee de da de
taaheeee de da da
taaheeee de da da
taaheeee de da de da
taaheeee de da de da
taaheeee de da de da

0 comments: