Ramaiya Vastavayia - रमैया वस्तावयिया

Movie: Shree 420
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey, Mukesh
Lyricist: Shailendra
Music: Shankar, Jaikishan

O.. O.. O.. O..
Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Maine Dil Tujhko Diya, Maine
Dil Tujhko Diya

Ho Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Maine Dil Tujko Diya, Maine Dil Tujhko Diya
Ho Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya

Naino Mein Thi, Pyar Ki Roshani
Teri Aankhon Mein, Ye Duniyadari Na Thi
Teri Aankhon Mein, Ye Duniyadari Na Thi
Tu Aur Tha, Tera Dil Aur Tha

Tere Mann Mein, Ye Mithi Katari Na Thi
Tere Mann Mein, Ye Mithi Katari Na Thi
Main Jo Dukh Paun To Kya, Aaj Pachtaun To Kya
Main Jo Dukh Paun To Kay, Aaj Pachtaun To Kya

Maine Dil Tujhko Diya, Maine Dil Tujhko Diya
Ho Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Aa.... Aa.... Aa.... Aa......

Uss Des Mein, Tere Pardes Mein
Sone-chandi Ke Badle Mein Bikte Hain Dil

Is Gaon Mein, Dard Ki Chhaon Mein

Pyar Ke Naam Par Hi Dhadakte Hain Dil
Pyar Ke Naam Par Hi Dhadakte Hain Dil
Chand-taron Ke Tale, Raat Ye Gaati Chale
Chand-taron Ke Tale, Raat Ye Gaati Chale

Maine Dil Tujhko Diya, Maine Dil Tujhko Diya
Ho Ramaiya Vastavaiya,
Ramaiya Vastavaiya
O.. O.. O.. O..

Maine Dil Tujhko Diya, Maine Dil Tujhko Diya
Ho Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Maine Dil Tujhko Diya, Maine Dil Tujhko Diya

Ho Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Yaad Aati Rahi, Dil Dukhati Rahi
Apne Mann Ko, Manana Na Aaya Hume
Apne Mann Ko, Manana Na Aaya Hume
Tu Na Aae To Kya, Bhool Jae To Kya

Pyar Kare, Bhulana Na Aaya Hume
Pyar Kare, Bhulana Na Aaya Hume
Wahin Se Door Se Hi, Tu Bhi Ye Keh De Kabhi
Wahin Se Door Se Hi, Tu Bhi Ye Keh De Kabhi

Maine Dil Tujhko Diya, Maine Dil Tujhko Diya
Ho Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Maine Dil Tujhko Diya, Maine Dil Tujhko Diya

Ho Ramaiya Vastavaiya, Ramaiya Vastavaiya
Aa.... Aa.... Aa.... Aa......

Rasta Wohi Aur Musafir Wohi
Ek Tara Na Jane, Kahaan Chhup Gaya
Ek Tara Na Jane, Kahaan Chhup Gaya

Duniya Wohi, Duniyawale Wohi
Koi Kya Jane, Kiska Jahan Lut Gaya
Koi Kya Jane, Kiska Jahan Lut Gaya

Meri Aankhon Mein Rahe, Kaun Jo Mujhse Kahe

0 comments: