Tum Agar Saamne -

"Tum Agar Saamne" Music By Nadeem-Shravan
Lyrics By Sameer
Performed by Abhijeet, Alka Yagnik

Hey hey hey hey, aa aa aa aa
La la la la, aa aa aa
Main agar saamne aa bhi jaaya
karoon
Laazmi hai ke tum mujhse
parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin
door hai
Main bhi tadpa karoon, tum bhi
tadpa karo
Badi mushkil hai, yeh mera dil
hai
Badi mushkil hai, yeh mera dil
hai
Tum hi kaho kaise main chup
rahoon
Tum agar saamne aa bhi jaaya
karo
Laazmi hai ke main tumse
parda karoon
Apni shaadi ke din ab nahin
door hai
Main bhi tadpa karoon, tum bhi
tadpa karo
Badi mushkil hai, yeh mera dil
hai
Badi mushkil hai, yeh mera dil
hai
Tum hi kaho kaise main chup
rahoon
Tum agar saamne aa bhi jaaya
karo
Laazmi hai ke main tumse
parda karoon
Hey hey, eh hey, aa aa, la la la
la la
Sataane ke manaane ke
Yeh din hai aazmaane ke
Zara samjha karo dilbar, tumhe
meri kasam
Yehi meri hai majboori
Sehi jaaye na ab doori
Mera kya haal hai kaise
bataaoon main sanam
Zameen hogi, gagan hoga
Tera mera milan hoga
Main agar tumse nazrein
milaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujhse
parda karo
Aa aa aa aa aa aa, la la la la, aa
aa aa
Main duniya se chala jaaoon
Kabhi na lautke aaoon
Karogi kya akele tum, bataao
dilrooba
Main rab se chheen laaoongi
Tujhe apna banaaoongi
Chalegi saans jab tak yeh na
honge hum judaa
Na apni yeh kasam toote
Jo rab roothe to rab roothe
Main agar tumko milne bulaaya
karoon
Laazmi hai ke tum mujhse
parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin
door hai
Main bhi tadpa karoon, tum bhi
tadpa karo
Badi mushkil hai, yeh mera dil
hai
Tum hi kaho kaise main chup
rahoon
Main agar saamne aa bhi jaaya
karoon
Laazmi hai ke tum mujhse
parda karo

http://www.bollyfm.net/bollyfm/mid/657/tid/3760/translyricsinfo.html

0 comments: